reminders

maghrib mein ho gareeb, to mashriq mein kya ameer thay
gintee tumhe na wahaan aati thi, na yahaan aati hai

par sukoon ab na raha, raatein khojati hai
neend tumhe na wahaan aati thi, na yahaan aati hai

karti hai baatein tumhari, diloon ko sab ke tang
sharam tumhe na wahaan aati thi, na yahaan aati hai

thodh ke apna ghuroor, karlo khuda ko yaad kabhi
par duaaein tumhe na wahaan aati thi, na yahaan aati hai


Thanks to mystic for contributing the second sher. Although I did modify it a little. I may not have completed the rest of it if you hadn’t asked. so thanks! =)

Hmmm… I want to actually go into an explanation of this. At the same time I don’t. I want folk to read and interpret as they may.

So I’ll say just one thing, yes it’s harsh. It was written as a reminder for us all, so we realize certain things that we should do, and certain things that we should avoid.